Aslam o Alaikum
Sir, Main ny aik khuwab dekha hai, please is ki tabeer bata den.
Main ny dekha k fajar ka waqt hai aur main aik masjid men hon. Main Fajar ki azaan deta hon lakin meri awaaz nahi nikal rahi, jaisy zubaan na hil rahi ho, aur alfaaz sahi adaa nahi ho rahy.
Main aisy hi azaan mukamal karta hon. Lakin aas paas k log kehty hian k sahi adaa nahi hui.
Main dobara azaan deta hon lakin phir aisa hi hota hai lakin alfaaz sahi adaa nahi hoty. aur main aisy hi azaan mukamal krta hon.
us k baad meri khuwab khatam ho jati hai.
Please is ki tabeer bata den.