BayKhwab Nama

Khwab mein Barish Dekhnay Ki Tabeer

Baraan

Related Post:

5 Comments

  1. Aoa!
    Meny khuab me barish hoty dekhi or sath me dhoop dekhi dhoop thori c thi mgr tez thi or us k dekhty he meny dua mangna shuru ki, plz is mi tabeer bta den

    1. Assalamualaikum
      Plzz mujhy bta dy m bht preshn hu
      Mery frst baby yani bety ki death hu gai h
      Ub dbra sy Allah Pak ka karam h
      Mery hubby ny khwab me dekha k meri ulad hoe ha kr wo unhy kh rhe h k baba mujhy becha ly
      Halaky chota becha ju paida hwa hu wo kesy bol skta
      Lkn unhu ny khwab me ussy mujhy becha ly khty dekha h
      Plzz tabeer bta dy or koi hal b

  2. AOA!
    meny khuwab dekha h k m ghr jaa raa achanak barish strt ho gai. phr m 1 jga p khra ho gia.mny socha paani bht ziada h ghr kesy jaon ga. phr achanak barish ruk gai.rr mry liay rasta ban gia. pani saaf ho gia. plzz mjy is ki tabeer bta den.

  3. meny dekha k apny ghar kyyy bahr betha hun 1,2 bandy or mery vald sahb bhi sath he k achank barish shuru ho gi or pehlyy barish ky sath choty barif ky dany giry ( moti ki trah k ) or phir shutr murg ky ando ky brabr ky size kyy girnyy lgy.
    mery vald sahb masqat me hoty he , vha vo apna kbaar ka kam krty he.
    is khvab ki tabeer bta de..

  4. Assalam u alaikum agar khuwab main koi mehram jiski death ho gayi ho wo aap ko kuch dekr jae matlb k ayat waghera aur unse hmain bht lagao ho continuously 2 years main kai bar aisa ho chuka hai is khuwab ka kia matlab hoga i belong to a deoband maslak jahan pr mazarat ki ziyarat krne shayad hi larkiyan jaati hon but main aksar khuwab main mazar pr hoti hon kabhi mazar dekhti hon aur kbhi apne ksi mehram k sath mazar pr hoti hon basically wo mere taya abu hain. mera masla ye hai k mai unke naam k sth khuwab main chishti word dekh chuki hon chishti word unke naam k age lga hua tha. ye khuwab mujhe repeat hote rehte hain or wo mere khuwab main har thore time bad ate rehte hain

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button