Surah Hay Qurani

Khwab mein Surah Al Kosar Parhnay Ki Tabeer

surah-kosar

One Comment

  1. Asalam u Alaikum,
    Mai ny khuwab main dekha k baray size ki chunti jis ko hum Kalay Makoray kehtay hain yeh mere 8 saal k betay per bohat ziada tadaad main hain. Mai us per se taizi se jhatak k in ko hata raha hoon aur wo neechay gir rahay hain taizi se abhi yeh sab jaari tha k khuwab khatam ho gea. Mai nay khuwab main us se sawal be kiya k tumain parwa nahi k itnay makoray hain lekin tum normal ho wo hansta raha. Mai nay phir jhatakna shuru kar diye.
    Please is ki tabeer bata dain