Samia Arshad khwabon ki tabeer aur Islamic dream interpretation par pichle 10 saal se likh rahe hain. Ye website Ibn Sirin, Imam Jafar Sadiq aur classical Islamic references ki roshni me khwabon ki tabeer explain karti hai, taake logon ko apne khwab ko sahi tarah samajhne me madad mil sake. Kisi bhi ghalti ya feedback ke liye humein contact-us page par rabta kar sakte ho.
Salam,
Maine khawab main hazrat Ghazi abbas ka alam pak khawab main dekha h. Maine dekha k mere ghr ki chat pe alam taiyar huraha h or uski lambayi 20 se 30 feet h or mere dono bhai or ek shaks or h main janta hun us shaks ko par ab yad ni araha h wo kon tha. Maine dekha achanak alam pak gir jata h or jb usko dekhty hain tu uski lambayi Takriban 300 400 feet hujati ya usse b zaida or alam pak mere samne wale ghr or pher 8 9 gharo k upr girta h. Main pareshan hun k alam pak log le na jaen kahin or mujhe usko uthaane ka tarika b samj ni araha kyun k wo itna bara huta h k samj ni ata.
Is ki tabeer kia hui