Khwab NamaMeem

Khwab mein Mandar Dekhnay Ki Tabeer

kanshat-mandar

Khwab mein Mandar Dekhnay Ki Tabeer

Hazrat ibn e sereen rahmatullah alaihi ne farmaya hai, agar khawab mein dekhe keh mandar mein betha hai aur Qibla ki taraf Namaz parhi hai to daleel hai keh toba kar kay Allah tala ki taraf rajoo karega aur deen mein qavi hoga, kion k mandar ibadat ki jaga hai aur yahodion kay Qibla ki taraf namaz parhay to daleel hai keh yahodion se mohabbat rakhta hoga.

Hazrat jafar sadiq razi Allah o anha ne farmaya hai keh khawab mein mandar aur gijray ka dekhna Maslah admi kay liye khair aur naiki hai aur mafsad aadmi kay liye shar aur fasad ki daleel hai.

Samia Arshad

Samia Arshad khwabon ki tabeer aur Islamic dream interpretation par pichle 10 saal se likh rahe hain. Ye website Ibn Sirin, Imam Jafar Sadiq aur classical Islamic references ki roshni me khwabon ki tabeer explain karti hai, taake logon ko apne khwab ko sahi tarah samajhne me madad mil sake. Kisi bhi ghalti ya feedback ke liye humein contact-us page par rabta kar sakte ho.

Leave a Reply