Samia Arshad khwabon ki tabeer aur Islamic dream interpretation par pichle 10 saal se likh rahe hain. Ye website Ibn Sirin, Imam Jafar Sadiq aur classical Islamic references ki roshni me khwabon ki tabeer explain karti hai, taake logon ko apne khwab ko sahi tarah samajhne me madad mil sake. Kisi bhi ghalti ya feedback ke liye humein contact-us page par rabta kar sakte ho.
Zafar hussain
khawab ma murdy ko apna red dupatta dena sy kia murad h
Khawab main Mary Howe chacho ko zinda Dekhna or pani maga tha main ny pani pilaya unko. As ki Kiya Tabeer hai
Salam
Main nay khawar mai dheka meri phoppo k zinda nhi hain un k rice diya hain but woh meri ami kay ghar per hain Khana main nay banaya hain and un k day rehi ho
aslam o alaikum
main ne rat khuwab main daikha meri bhari baji ki sas jo k foat ho gayee hain unhon ne mujh se dopata manga hai pahlay wo call pe kisi se kah rahi hoti hain mera naam le k ,k arooj ne mera dopata liya huwa hai,main apni baji ko batati hun phir wo mujhay kahti hain k mera dopata do jo k wo mujh se le leti hain,khuwab main meray dil main kheyal ata hai k ye tou enn ka he dopata tha,aglay manzar main ne new suite or us ka new dopata liye huway hoti hun,lakin main sochti hun k mujhay sab ko bata dena chahiye tha k un ka dopata use ker rahi thi,,
aj kal mera bhara beta b bemaar huwa hai kafi,or meri baji ki b tabiyat theek nahi jin ki sas ayee khuwab main,plz jaldi reply krain main bohat pereshan hun