Samia Arshad khwabon ki tabeer aur Islamic dream interpretation par pichle 10 saal se likh rahe hain. Ye website Ibn Sirin, Imam Jafar Sadiq aur classical Islamic references ki roshni me khwabon ki tabeer explain karti hai, taake logon ko apne khwab ko sahi tarah samajhne me madad mil sake. Kisi bhi ghalti ya feedback ke liye humein contact-us page par rabta kar sakte ho.
Khawab may many apna adha sar uper say mundha huwa dakha ha pechay kay baal lambay lambay hayn aur ma sab ko dikha rahi hun kay dakho kaisy baal ho gaya hayn mayray aur ma parayshan nahi hun khawab may
Heloo sir
Mai ne apni wife ko daikha khuwab main us ne apnay ball katay howay thy as fashion jaisay or bilkul jaisay machine lagwai ho. Kiya ap iski tabeer bata saktay hain